Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialBhagwan Mahavir Avam Jain Darshan — Episode 28 in Hindi. Dharma dikhava nahi hai, balki ismein aatma ka shhudhikaran hota hai. Logon ko is sach ka aaina Bhagwan Mahavir ne dikhaya, jo Jain dharma ke 24th tirthankar hain. Lekin, kya thi unki sikh? Kaisa raha unka jivan? Kyun aaj bhi dusre dharma ke log unki sikh ko apne jivan mein shamil karna chahte hain, jante hai is audiobook mein.