Kya aapko apni sabse badi taqat pata hai? Agar nahii, Toh yeh book explanation sun kar zaroor pata chal jayega. Kyunki ismein Manjiri Indurkar ne bataya hai ki kaise unhone apne past ko khangal kar pehchana tha apni sabse badi taqat ko. Aur ye formula universal hai. Toh aap bhi usko janiye, samajhiye, apply kariye aur ban jaiye apni kahani ke hero.










