Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialIshq Tamasha Zindagi — Episode 93 in Hindi. Sapno ki duniya mein gum Pankhuri ghar aaye NRI Rajan se kar baithti hai pyaar. Par Rajan ke sath engagement ke bad Pankhuri ki zindagi hamesha ke liye badal jaati hai. Wo usi raat Rajan ko apni behen Mehak ke sath bistar par paati hai. Kya is dhokhe ki maar, khtam kar degi pankhuri ka pyar ? Kya tooti Pankhuri de payegi apne sapno ko udaan? Sune Pankhuri ke pankh lagne ki kahani.










Pankhudi etane ladko ke dhukhi hai phir bhi jab bhi naye ladke se milti hai lattu ho jati hai.lagta nahi hai te heroine hai
Stop presenting females as so so so dump ... ulta ayse situations mein kayse dimag chalana chahiye and sings ko dekh ke kayse pehchane kya jaroori hai ... yeh sab project karo taki koi teenagers agar sune toh usko alert kayse rahe wo samjhe .. naki har jagah bewakoofi kare aur ulta fass jaye
इस कहानी में सभी पात्र मूर्ख दिखाए गए हैं। बात बात पर भावनाओं में बह जाने वाले बेदिमाग