Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialIshq Tamasha Zindagi — Episode 28 in Hindi. Sapno ki duniya mein gum Pankhuri ghar aaye NRI Rajan se kar baithti hai pyaar. Par Rajan ke sath engagement ke bad Pankhuri ki zindagi hamesha ke liye badal jaati hai. Wo usi raat Rajan ko apni behen Mehak ke sath bistar par paati hai. Kya is dhokhe ki maar, khtam kar degi pankhuri ka pyar ? Kya tooti Pankhuri de payegi apne sapno ko udaan? Sune Pankhuri ke pankh lagne ki kahani.










mujhe to asa lg rha h ki Pankhudi Mr Mathur ki hi beti h uske liye kitne preshan h uske against kisi se kuch nhi sunte uski khushi k liye kuch b kr skte h or Pankhudi unke kaleje ka tukda h apni betiyo se jyada wo pyar pankhudi se krte h or Pankhudi ko asa kadam nhi uthana chahiye tha mana ki usko apne anaath hone ka sach pta chal gya tha pr uski maa uske uncle Rahul or Pihu to usse bhut pyar krte h usko unke bare me sochna chahiye tha or Rajan usko asa kya ho gya h jo wo Pankhudi k liye itna pagal ho rha h uske sath galat krte hue hue us pr ilzaam lgate hue kyo nhi kuch socha or Pankhudi or Kartik ka kya hoga
rong editing
isme pihu kaise aa gayi Kabir to mahak ka bf hai.
very nice episode 🥰🥰🥰🤩🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰

jhutt Bolne mein sabko maharath hasil he. bakwas story..
this episode is very unbelievable and so much funny 😂😂🥰❣️❣️❣️❣️❣️❣️💐👍

hello
my favorite ❤❤🥰😘😘

my favorite
amn