Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialIshq Tamasha Zindagi — Episode 194 in Hindi. Sapno ki duniya mein gum Pankhuri ghar aaye NRI Rajan se kar baithti hai pyaar. Par Rajan ke sath engagement ke bad Pankhuri ki zindagi hamesha ke liye badal jaati hai. Wo usi raat Rajan ko apni behen Mehak ke sath bistar par paati hai. Kya is dhokhe ki maar, khtam kar degi pankhuri ka pyar ? Kya tooti Pankhuri de payegi apne sapno ko udaan? Sune Pankhuri ke pankh lagne ki kahani.










Meher ka character bohot hi irrespective hai matlab koi bhi kuch bhi kar sakta hai ek ladki k saath aur uss ladki ka koi problem nahi hai great 👍👍👍 aisi ladki ko koi bhi aapni behen ya beti kehna bhi pasand nahi karega aur kisi ghar me aisi ladki hai to uska ghar se bahar jana hi baand jata hai pata nahi writer ne kya sochkar meher ka character aisa banaya hai.
pankuri ka character azib hai kabhi rajan, Kabhi dev, kabhi Karan, so confusing
is story me koi shi h bhi ya nhi sb face
😍♥️🌷😍♥️🌷😍♥️♥️♥️♥️♥️♥️
💛❤💛❤
episodes too unlocked kro