Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialIshq Tamasha Zindagi — Episode 160 in Hindi. Sapno ki duniya mein gum Pankhuri ghar aaye NRI Rajan se kar baithti hai pyaar. Par Rajan ke sath engagement ke bad Pankhuri ki zindagi hamesha ke liye badal jaati hai. Wo usi raat Rajan ko apni behen Mehak ke sath bistar par paati hai. Kya is dhokhe ki maar, khtam kar degi pankhuri ka pyar ? Kya tooti Pankhuri de payegi apne sapno ko udaan? Sune Pankhuri ke pankh lagne ki kahani.










better hoga k ap English language zyada use na kren...har kisi ko nhi smjh ata, listeners ko apki fluent English m koi interest nhi hai, don't be so show off
❤❤👍👍💯🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Yeh Kahani Humko Achcha Laga ise सूझ-बूझ aur samajhdari se apne like ko Jina Sikhaya Humko bahut Achcha Laga isko pura please sunana
♥️♥️♥️♥️♥️♥️🌷🌷🌷🌷🌷
nice