Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialIshq Tamasha Zindagi — Episode 135 in Hindi. Sapno ki duniya mein gum Pankhuri ghar aaye NRI Rajan se kar baithti hai pyaar. Par Rajan ke sath engagement ke bad Pankhuri ki zindagi hamesha ke liye badal jaati hai. Wo usi raat Rajan ko apni behen Mehak ke sath bistar par paati hai. Kya is dhokhe ki maar, khtam kar degi pankhuri ka pyar ? Kya tooti Pankhuri de payegi apne sapno ko udaan? Sune Pankhuri ke pankh lagne ki kahani.










main es story ko sirf voice artist ki wajah se sun rhi hu,inki voice baht achi hai aur ye story bilkul bakwas hai...🤮🤮
ye ho gya h sadi bhi hogi kisi se ya yhi hota rhega
pehle niya ko ladke me intrest nhi tha.. ab ladke badlne lgi 🤣
bakwas story 🤣🤣
Niya bji gazab hai.. itni jldi jldi isko ladko se pyar ho jata h ki kya kehna
lots of twist 🥰
bakchod khani h
jab jab "Hay bab" sunta hu man gusse se bhar jata hai.
nice story 👌