Bharat main kul kitni nadiyan hain? kaun kahan se nikalti hai ? Ganga ki kya importance hai? Hydropower projects kaun se hain? yeh saare hi questions aapko bhi bother karte hain na? class 6th se lekar ab tak humne apni Geography main Indian drainage system bahut baar padha hai, ratta lagaya hai par yaad hi nahi rehta. Isi problem ka solution lekar aaye hai hum is show mein jahan par aap kaam karte karte aaram se samajh payenge Bharat ka complete river system. Kyunki jo information aap sunte hain wo zyada lambe samay tak yaad rakh paate hain. To Padhai hui ab aur bhi aasan KUKU FM ke saath. Abhi sunein yeh knowledge se bhara hua show.






