Mumbai ki chakachaundh ke peeche chhipi crime ki ek rongte khade kar dene wali kahani. Shahar mein ek ke baad ek sansanikhez murder hone lagte hain aur police ke saamne ek shaatir kaatil ki chunauti khadi ho jaati hai, jo har baar saboot mita deta hai. Tab young reporter Rohan sach ki tah tak pahunchne ke liye apni jaan jokhim mein daal deta hai. Kya Rohan aur police milkar is anjaane kaatil ko benakaab kar paayenge? Sunein 'In Plain Sight' sirf Kuku FM par!











