Har kisi ka sapna hota hai ki wo apni life mein Reliance, Tata jaisi companies ko khada kare. Lekin ye karne se pehle humei in badi companies ki History janna behadh zaroori hai. Is audio show mein aap jaanenge Faqir Chand Kohli aur S. Ramadorai ke anubhavon se judi wo kahaniyan, jo aapko sikhaayengi ki kaise ek soch ne bharat ko global IT hub mein badal diya.






