Duniya ki sabse strongest currency USD Yani United States Dollar hai, yeh to hum sabko pata hai. Lekin US dollar ke paas itni power aayi kaise? Aur kya USD hi ek aisi currency hai jo world par humesha raj karegi? Agar aisa hai to kyun? Aur agar aisa nahi hai to kaunsi currency ab US dollar ko lagatar challenge kar rahi hai? In saare sawalon ke jawab janne ke liye abhi suniye yeh Original Show.







