Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialHow They Killed Osama Bin Laden? — Episode 10 in Hindi. Ek hi jhatke mein poori duniya mein apna khauf paida karne wala, abtak ka sabse khatarnak aatankwadi, jise america ki intelligence services aur special forces das sal tak dhundhti rahi Lekin uske khabriyon tak ka pata bhi nahi laga pai,Us Osama Bin Laden Ke encounter ki inside story janne mein agar aapki dilchaspi hai toh ye audiobook sirf aur sirf aapke liye hi hai. Is Audiobook mein Osama ke ek super intelligent engineer se terrorist banne ke safar aur fir 9/11 ke hamle ko anjaam dekar duniya ka sabse khatarnak terriost banne tak ki poori kahani hai. aur ye bhi ki kaise America 10 sal ke search operation ke baad Osama ko Maut ke Ghaat utarne mein kamyaab ho paya.

Boaring tha bc paise dub gaye
सच मुच मजा आया ये ऑडियो सुन कर 😃😃

👍
shut up 😠