Kisi bhi War ki kahani wahan maujood sainik se behtar koi nhi suna sakta. Theek usi tarah jaise is audiobook mein lekhak George Orwell ne Spanish war ke dauran hue apne un experiences ko bataya hai, jab vo 'POUM militia of the Republican Army' ke liye ladai lad rahe the. Aur sirf apne personal experience hi nahi, is kitaab mein unhone war ke dauran hui politics ko lekar bhi kai aise khulase kiye hain jo aapko hairan kardenge. Toh aaiye sunte hai KUKU FM ka ye show aur jaante hain Spanish war ki poori kahani.









