Diamond king kahe jane wale Govind Dholakia aaj hazaro crore ki company Shri Ram Krishna exports ke chairman hain, Jinhone apne jivan ka safar kheti karke shuru kiya lekin Mehnat, Manifestation aur Dharm ko ek karke aaj India ke top buisnessman bane , Chaliye jante hein unka safar unhi ki zubani.




