Jiska paida hona hi ashubh mana gaya, kaise ki usne mahan granth Ramcharitmanas ki rachna? Jo Tulsi apni patni Ratnawali ke pyar mein pagal the, kaise mila unhe ishwar ke raasta? Tulsidas ke jeevan ki adbhut kahani, aaiye sunte hain is khas peshkash mein.






