Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialIs it a Good Strategy or a Bad Strategy? — Episode 8 in Hindi. Kisi bhi bade target ko achieve kaise kiya jata hai? Kya sirf hard work karke hum life mein successful ban sakte hai? Lekin agar aisa hota toh kheton mein din raat mehnat karne wala har kisan ameer hota, magar aisa hai nahi. Toh aisa kya karte hain successful log? Aaiye jaante hain.









