Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialThe Success Formula — Episode 2 in Hindi. Hum humesha is baat ko ignore karte hain ki successful banne ka asli secret kisi se lena nahi usko dena hai. Yani ki agar hum giving mein jyada focus karenge toh success apne aap humein milegi. Aur Agar abhi bhi aapko ispar yakeen nahi ho rha hai toh ye audiobook sunne ke bad zaroor ho jayega kyuki isme ek aise Ladke ki kahani hai jisne giving ko apni success ka hathiyaar bana ke dikhaya hai.