Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialThe Story of Drug Lord EL Chapo — Episode 7 in Hindi. Pure World mein Drugs ka Zehar Gholne wale Drug Lord El Chapo ki ye kahani kisi film se kam nahi hai. Sirf ek ya do nahi balki dashko tak EL Chapo ne duniya ke chote se chote aur bade se bade desho mein Drugs ki Smuggling ki . Jisme se cocaine, marijuana, heroin, meth, aur fentanyl ki smuggling sabse jyada rahi. Sirf yahi nahi chapo ne apne is dhandhe ko chlane ke liye apne virodhiyo ke khilaf Mexico mein jung shuru kardi thi , aur hayrani ki baat ye rahi ki us jung mein mexico ki kafi janta unka sath bhi de rahi thi. Iske sath sath EL Chapo do bar is trah se jail se bhaga ki use sadi ki sabse badi jail break bhi kaha ja sakta hai. Aur ye sabkuch kab aur kaise hua, ye is audiobook mein ekdum bariki se bataya gya hai.









