Rang De Basanti mein Soha Ali Khan ne Durga Bhabhi ka character play kiya hai. Bhagat Singh ki wife bankar Durga bhabhi ne kaise diya tha angrezon ko chakma? Bhagat Singh, Sukhdev aur Rajguru kyon bulate the unhe ‘post-box’? Aaiye sunte hain fearless revolutionary Durga Bhabhi ki kahani.





