Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialDard se Ummeed Tak — Episode 5 in Hindi. Kisi apne ko kho dene ke baad, Waapis normal zindagi shuru karna kaafi mushkil hota hai. Par agar hum aeyse jeete rahe toh din par din zindagi mein peeche hote chale jayenge, Aur iski wajah se humara bhavishya barbaad ho sakta hai. Isiliye jald se jald dukh se bahar nikal kar, ek nayi zindagi ki majboot shuruaat karni hogi. Lekin Kaise? Ye janne ke liye abhi suniye Dard se Ummeed Tak: Practical Ways of Healing.









