Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialDosa Murder: Adhure Sach Ki Puri Kahani — Episode 3 in Hindi. Saravana Bhawan ka Dosa toh hum sabhi ne khaya hoga, lekin kya us Dosa ke peeche ke Dosa King ki Kahani jante hai aap? Agar nahi toh aaj is show mein hum apko batayenge Dosa King yaani ki Saravana Bhawan ke Malik P. Rajagopal ke bare mein. Ussi P. Rajagopal ke bare mein jiske andhvishwas ne unhe ek pal mein tycoon se criminal bana diya. Ek ladki se milne wale inkaar ko na seh pane par apne hi Dosa menu mein murder likhva diya. Aur apko batayenge ek aesi tasveer ka sach jo aapke agli bar Saravana Bhawan jane par apka dhyan jaroor kheenchegi.







