Kristin Smart, 19 saal ki ek behad khoobsurat ladki 25 May 1996 ko achanak ho jaati hai gaayab. Us raat wo party se hostel laut rahi thi aur tabhi use aakhiri baar dekha gya tha. California Polytechnic State University me padhne wali ladki aakhir kaise ho gyi raato raat gumshuda? Kyon shaamil tha Kristin ki disappearance me murder wala angle? Flores par kyon nahi uthayi gyi ungliyaan? Kristin laapta hai ya phir mar chuki hai? Aaiye sunte hai gumshudgi ki sabse thrilling true crime story sirf Kuku Fm par.





