Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialDevil's Honeymoon — Episode 12 in Hindi. Apne hi suhagrat par, jab Ishita pyaar ka sapna sanjo rahi thi, uski duniya tab ulat gayi jab Aarav – uska pati, usi ki jaan ke peeche pad gaya. Sachayi khul kar saamne aayi ki Aarav, us aurat ka beta hai jiska affair Ishita ke papa ke saath tha. Par sawaal ye hai, itne saalon baad Aarav Ishita ki zindagi mein kyun laut kar aaya? Aur kyun uski jaan lena chahta hai? Ishita ke pyar aur badle ke is tufan ka anjaam kya hoga?