Ek mahaan samrat, jo apne hi bhai ke dhokhe se maara gaya, leta hai ek naya janam—kamzor Dev ke roop mein! Magic aur Aura ki duniya mein jaagti hai uski rahasyamayi Soul Power. Par jab rajmahal ki saazishon ke beech Dev apni taaqat pehchanta hai, tab saamne aata hai sabse bada sach—Prince Ravindra hi hai uska purana dushman Rajvardhan! Aur uska nishana hai... Samrat Rudra!















