Bali chadha dena, aankhen nikaal lena - azadi ke baad bhi Daliton ke khilaf aise atyachar nahi thame. Tab, insaaf ki ladai mein utre Dalit Panthers. Par kaise unhone sarkar ko jhuka diya? Desh ko kaise jagaya? Aur kyon hua unka ant? Suniye, is khas peshkash mein.








