Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialCoal Mafia — Episode 10 in Hindi. Taiyaar ho jaaiye ek romanchak khulaase ke liye jab reporter Arjun Jharkhand ke Jhariya Gaon mein jaate hain ek bhayankar aag lagne ki durghatna ko cover karne ke liye. Har mod mein ek nayee raaz ka saamna karte huye jaaniye kaise Arjun ek bade scam ki khoj kar baithe hain aur isi karan apni zindagi ko zokhim mein daal dete hain. Kya Arjun duniya ke saamne is scam ka sacch rakh paayenge? Haqeeqat se rubaroo hone ke liye suniye hamari khaas peshkash – Coal Mafia!