Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free Trial
Cinderella — Episode 4 in Hindi. Apne purkhon ki amanat 'Rajat Mahal' ko bachane ke liye Ranveer Chaudhary ne uthaye galat kadam, jiska khamiyaza kayi logon ko bhugatna pada, jisme shamil hai Chris, jo Rajat Mahal ka khaufnaak sach laane ki thaan chuka hai. Aam shaktiyon wale Chris aur shaktishali Ranveer ke beech ki is ladai mein kaun hoga kaamyaab, ya phir woh adrishya shakti jiske jaal mein phans chuke hain sab?
😅