Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialCHAUSAR "The game of Death" — Episode 46 in Hindi. Mumbai Police ke mahkame mein tab halchal mach gayi jab Vista Technology ke 15 members meeting ke baad achanak gayab ho gaye. Aatankiyon ne agva kiye gaye members ko riha karne ke liye apne sathi Qadir Mustfa ki rehai ki maang ki. Kya bhartiya sarkar Qadir Mustfa ko riha karegi ya Nilesh Pasi aur dusron ko bachaane ka koi aur raasta nikaalegi? Janane ke liye suniye - Chausar - "The Game of Death".