Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialCharles Sobhraj - The Bikini Killer — Episode 10 in Hindi. Ek aisa killer jiske crimes par documentaries aur na jaane kitni movies ban chuki hai, interviews liye jaa chuke hai. Ek aisa killer jo har jail se nikal bhaagne ka paitra jaanta tha, jiske looks se koi use criminal nahi maan sakta tha. Jisne 1960s ke hippie culture ka rukh badal kar rakh diya aur itne muyrders kiuye jiska use khud aakda yaad nahi. Kya hai iski kahani? Kaha hai ye abhi? Jaanenge is dilchasp audiobook mein
इसे इज्जत देना नहीं कह सकते, हर इन्सान का एक क़िरदार होता है, जैसे महाभारत को पढ़ना उसमें सकुनी भी एक क़िरदार है और युधिस्ठर भी !! खैर जो भी हों , हर इन्सान को अपने कर्मों का फ़ल मिलता ही है!!!
are aap itni respect kyu de rahe ho

proper sequence me story nahi tha. Criminal ko itna respect se address karna sabse bada demerit hai ye story ka.
chale gaye kya hota hai yaar...... itna izzat kya dena........ Harami admi hai bhai...
phycology par kisi phycologist ko bhi show p lana mangta tha