“Ayaan…mere ‘pet architect’, idhar aao.” Singh constructions ki CEO, Ananya Singh ki aisi baatein sun sun kar, fake contract mein fansa Ayaan, tang aa chuka tha. Ananya ne uske kaam ka credit to churaya hi, usey har jagah beijjat bhi kiya. Aur fir ek din, Ayaan ne aisa plan banaya jisne Ananya ki zindagi ko narak bana diya. Power, betrayal aur revenge ke is khel mein kya Ayaan, Ananya ke khatarnaak iradon ko sabke saamne la paya, aur kya wo apni dignity bacha paya?









