India me Byju's naam shayad he kisi ne naa suna ho , Indian cricket team ki T shirt se lekar harr gali me rehta student . Jabse india me harr hath me 4G aya hai "Byju's" indian education ka synonym ban gaya hai. To chaliye sunte hai ek teacher ki kahani , Jo apne dosto ko padha kar popular hue , Jinse padhne ke liye pura "Stadium" bhar jata tha & Ab jinka naam ek Billion dollar brand ban chuka hai. Biography of Byju Raveendran









