Kaise Kapilvastu ke rajkumar Siddhartha ban jate hain “Gautam Buddh”. Vo Buddh jinhone duniya ko shanti aur karuna ka aisa gyan diya jise aaj bhi log amit mante hain aur us rah par chalte hain. Bhagwan Buddh ke Buddh banne aur updeshon ki kahani batane ke liye Kuku Fm le aaya hai “ Buddh Nirvan Ki Rah Par” kitab ki ye khas audiobook. Agar aapko Buddha's Brain jaisi book pasand hai to ye audiobook zaroor sunein.


