Ek maa ka atoot vishwas, jo use apne khoye hue bete Rinku ki talaash mein Deewaro ke piche ek khaufnaak parallel world aur ek bhayankar shaitaan ke khilaaf ladne par majboor karta hai. Kya ek maa apne bete ko wapas laa paayegi ya khud ko is rahasyamay duniya mein kho degi? Shaitaan ki chaalon ke beech uska saahas kya jeet paayega?


