Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialBhopal Gas Tragedy — Episode 6 in Hindi. BHOPAL, is shehar ka apna ek alag hi mizaz hai. Nawabiyat se bhara itihas aur harfanmaula shaukin log. Magar isne ek aisi kaali raat dekhi, jisne iski khubsurti ka gala ghont diya aur pure desh par ek kala saya sa chaa gaya. Voh waqt tha 2 December, 1984 ka jab Union Carbide India Limited pesticide plant se leaked 'Methyl isocyanate' zehrili gas se bekhabar soye hue Bhopaliyo ko hamesha ke liye maut ki need sula diya. Saans nahi li ja rahi thi, khoon ki ulti ho rahi thi. Aisa manzar jo kisi ne bure se bure khwab mein nahi socha hoga. Sarkar aur aam janta dono lachar mehsoos kar rahe the. Aakhir kon tha zimmedaar is haadse ke peeche aur gayi masoom jano ka kya? Kaise yeh shehar ek sath khade hokar is dardnak tragedy se ubhara, aaiye samajhte hai is show mein!










Location and
or Rajiv Gandhi ne hi Bhagaya Tha Endarson ko
waah yogesh ji aap ko pata hai esa hi tha
apki ye story kisi mjaak se kmm nhi.aaoko pta hai iska antidot available tha per jis texologist ke paas tha uske sath kya kiya gya.aapko pta hai railway help karna chahta tha per un per bhi pressure bnaya gya ki trains bhopal nhi jayengi.keede mkodon ki tra logon ko marne dita gya.shukar hai corona us govt.ke waqt aaya.agr us waqt ki govt.hoti.to Jane kya hota
very well explain

time pass audio

u

very well explained

well explain

wonder ful but some issue in continuum