Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialBlack Widow - The Belle — Episode 3 in Hindi. Kahani ek aisi aurat ki jisne kar di apne sabhi bacchon ki hatya. Paison ke laalach mein andhi is aurat ne Pehle apne sabhi bacche aur fir apne pati ka apne hi hathon se kar diya katl. Magar ye iski haiwaniyat ka ant nahin tha. Iske baad bhi isne Kai or mardon ko apne husn ke jaal mein phansaya aur unki bhi hatyein ki. Kaun thi ye aurat aur apne bacchon ko maarkar kaise mile use paise? Kaise aaya iska ye sach bahar? Kya hua is bhayank killer ka anjaam? Jaanane ke liye suniye puri kahani KUKU FM par!








