Bimariyan insaan ko sabse zyada haani pahuchaati hai. Yaha haani mann ki bhi hoti hai aur tann ki bhi. Insaan saari moh maaya ko tyaagkar sirf yehi manata hai ki uska sharir dobara swastha ho jaaye, bhale hi iske liye usse koi bhi keemat kyun na chukani padhe. Toh sabse badi daulat kya hui - humara swaasthya aur humara shareer. Is audio book mein jaaniye apne shareer ke dwaara aap kaise hara sakte hai khatarnaak bimariyon ko. By Dr. Abrar Multani!


