Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialAyodhya — Episode 5 in Hindi. 1992 mein Babri Masjid ke girte hi Bhartiya rajneeti mein ek naya badlav aaya. Sare samikaran teji se badle aur log vote bank ke hisab se sahi aur galat ko dekhne lage. Lal Krishna Advani ki rath-yatra se shuru hua ye safar aaj kahan ja kar pahuncha hai, ye hum sab jante hi hain. Par kya the us samay ke halat? Kin ghatnaon ke chalte bheed swayam apne netaon ki pakad se bhi bahar chali gayi? Janne ke liye sunein, Ayodhya...






