Aakash apni gareeb Maa Sujata se nafrat karta tha to vahin Sujata ka doosra beta Vihaan aaj bhi apni Maa ki talaash me dar dar bhatak raha tha. Kya kabhi Sujata apne donon beton se mil paayegi? Kya Vihaan or Aakash ek doosre ke dushman ban jaayenge? Ya unka milna banega shehar ki nayi taakat?
