Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialThe Interview: Afzal Guru — Episode 8 in Hindi. 13 December 2001 ko Indian Parliament par hue attack se kaun anjaan raha hai? Lekin kya us attack ke peeche ka asli reason jante hai aap? Kya jante hai us attack ke peeche ke mastermind ka raaz? Aur kya jante hai ki Afzal Guru ne kaise diya tha is sab ko anjaam? Agar nahi, toh is khas peshkash mein jantey hai Afzal Guru ka pura sach, Afzal Guru ki hi jubaani. Disclaimer: Is show mein facts ko apke entertainment ke liye dramatized trike se kaha gaya hai. Isme kahi ya boli gayi baatein kisi ek paksh ke sahi ya galat hone ka dawa nahi karti hai.
🙏🙏
afzal guri ek terrorist tha
लगता है लेखक ने अफज़ल गुरू का interview नही देखा है, ये किताब निपट बकवास है
dekhlo jis dsp nai Afzal ko fasaya uska haal kya hua search Davinder singh who was caught by police with hizbul terrorist

ye healthy democracy ki pehchan hai jo aatankwadi ko bhi court ka right deta hai....Jai hind

ye documentary ...ye sabit karne me lagi hai..ki koi Doshi nhi hai....Court hi galat hai. Dukh to tab hota hai..jab aatankwadi ko bhi wakil mil jaate hai. yehi pak me hua hota to...koi court kachehri nhi..seedha saza e maut.
Lekhak ke according ye atankwadi hamla apne apne aap ho gya