Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialMH 370: Biggest Mystery In Aviation — Episode 10 in Hindi. Malaysian Airlines ki Flight MH370 ka gayab hona duniya ki sabse badi aviation mysteries mein se ek hai. Saal 2014 mein Kuala Lumpur se Beijing ja rahi ye flight achanak se radar mein dikhna band ho jaati hai aur uske baad ise dhundne ke liye 8 saal tak ek search operation chalaya jaata hai jismein millions of dollars kharch kar diye jaate hain. Toh kya uske baad flight ko dhund liya jata hai? Ya ye pata chal pata hai ki aakhir flight ke sath hua kya tha? Janne ke liye abhi suniye KUKU FM ka ye Original Show.










🙏😎🙏😎
very nice story

very good story...

bakvas story thi time westing

kuch maja nahi aaya ......puri story hi alag bataye bhai .....aor khali darane ka kaam kiya ....bas baki kuch achha nahi laga

please learn something rehaan Fazal style BBC .Uske baad apke listener bht jyda bhadh jayenge

bro you explain successful story
disapointment 😮💨
नमक और मिर्च दबा के लगाया , रबर की तरह खीच खीच कर लंबा कर दिया नही तो कम शब्द में भी पूरी हो सकती थी
बहुत बुरा हुआ पैसा,समय,ओर मौतें हुई। साइंस के जमाने में ना ढुंढ पाना प्लेन बात हज़म नहीं हुई।इसको हाईजैक किया होगा ओर अंधेरे में सब खत्म कर दिया होगा किसी कंपनी ने