Yeh Duniya kaisi honi chahiye? Is sawaal ka jawab dhundte huye Vishnu Bhagwan ko andar se ek awaaz aayi jiske baad unhone jaisa-jaisa socha sab sach ho gaya. Usi awaaz ka naam hai Gayatri Mantra, Yaani ki ismein hai aapki soch ko sach mein badalne ki taaqat, Aur yeh kaise kiya ja sakta hai iske liye abhi suniye yeh show.

