Business karna ek art ki tarah hota hai. Jisme har koi apne alag dhang se kaam karta hai. Aur yeh bhi sach hai ke har art kuch specific skills ko milakar banta hai jo skills seekhe parkhe jaa sakte hain. Kuch skills aise hote hain jinki zarurat har tarah ke businessman ko padti hai. Is audiobook mein Author Apurva Parikh aisi 8 cheezon ke baare mein baat karte hain jo beginners se lekar veteran businessman sab istemal karte hain. Agar aap bhi ek business shuru karna chahte hain ya fir shuru kar chuke hain to yeh kitaab aap ke liye hai. Suniye 8 Financial Secrets for Entrepreneurs Hindi mein sirf Kukufm Par.








