Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialItihaas Ki Goonj: Battlefields of 1857 — Episode 1 in Hindi. 1857, Bharat ki azaadi ki pehli ladai thi. Mangal Pandey, Rani Lakshmibai, Nana Saheb, Tatya Tope jaise veer swatantrata senaniyon ne is kranti ki mashal jalayi thi. Is show mein hum aapko un khatarnaak aur jazbati ladaiyon ke beech le chalenge, jahan talwaron ki jhankar, bandookon ki awaaz, aur golon ke dhamakon ke beech aap khud ko jung ke maidan mein payenge.

Mangal Pandey ka Janam balliya district Uttar Pradesh mein hua tha jabki is episode mein Faizabad mein bataya Gaya hai yah bahut hi galat hai isko Sahi kiya jaaye