Misha aur Akshat ka rishta pyaar aur vishwas se bhara tha, toh phir aakhir kyon Akshat apni biwi ki jaan lene mein majboor ho gaya? Kya tha uska asli maksad? Jaanne ke liye suniye hamari is nayi peshkash ko jo ek aascharyachakit kahaani hai pyaar, vishwaash, aur dhoke ki, keval aapke manoranjan ke liye.















