India ko azadi mili to 15 August ko lekin iski ladayi lambi chali thi aur sabse bada kaam to azadi ke baad baki tha.Kaam 565 chhoti-badi riyasaton ko milakar ek Bharat banane ka.Aur is kam mein sabse badi pareshani the Pakistan ko banwane wale Muhammad Ali Jinnah.Lekin Jinnah ke saamne the desh ke 2 mahan Insaan “Sardar Patel Aur VP Menon”.Kaise in dono ne saath milkar Pakistan aur jinnah ki har chal ko nakaam kiya aur kaise 565 riyasaton ko milakar banaya Ek Bharat.Sab batane ke liye hum le aaye hain khas show " From 565 Princely States To One India".Read More