Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free Trial
1857: Kranti — Episode 12 in Hindi. Mangal Pandey dwara kiye gaye vidroh se bahut pehle hi 1857 ki kranti ki neenv pad chuki thi. Nana Saheb Peshwa, Jhansi ki Rani aur Kunwar Singh jaise anginat janbaanzon ne East India Company ke pair ukhad kar rakh diye. Bharat ke swatantrata sangram ki pehli mahagatha ko janne ke liye sunein, 1857: Kranti






