Mangal Pandey dwara kiye gaye vidroh se bahut pehle hi 1857 ki kranti ki neenv pad chuki thi. Nana Saheb Peshwa, Jhansi ki Rani aur Kunwar Singh jaise janbaanzon ne East India Company ke pair ukhad kar rakh diye. Bharat ke swatantrata sangram ki pehli mahagatha ko janne ke liye sunein, 1857...















