Kya aap zindagi ki uljhanon mein phanse hain? Aur nikalne ka raasta dhundh rahe hain? Osho ke vicharon se mil sakti hai aapko woh kamiyabi aur shanti, jo aaj ke daur mein sabhi ko chahiye. Is show ko suniye aur janiye ki, kaise Osho ki in teachings ko apni rozmarra ki zindagi mein utara ja sakta hai.




