Aksar aapne yeh suna hoga ki "ameer aur ameer ban raha hai aur gareeb aur gareeb banta ja raha hai." Lekin iska reason aur solution kya hai? Yeh sab kuch aap jaanege humari is Original series mein. Jismein hum Indians ki kuch aisi aadaton ki baat ki gayi hai jo shayad aap bhi jaane anjaane mein karte honge. To chaliye ab samay hai in aadaton ko sudharne ka aur ek better financial future taiyaar karne ka.




