Vineeta aur Alok pyar ki madhoshi me us manjil tak pahuch jate hain, jahaan unhe hosh nahin rahta. Lekin Alok ne is bhool ko khubsurati ke sath sanwar liya aur dono ne apni duniya basai. Jab unka beta Gunjan bada hua, to itihas ne ek baar fir apne aap ko dohraya, par naye jamane ka Gunjan Alok ki tarah jimmedar aur wafadar nahin tha. Usne Linda ke sath pyar ka natak kiya aur badnami ke mod par lakar chhod diya. Kya Linda ne haar maan li? Kya Gunjan use apnaega? Aaj ke yuva jeevan me mulyon ke badalte mayne ko pesh karti hai yah upanyas.Read More